Jindagi se haar kar jab tak gaya, tab sayad usko bhi taras agaya. Main toh baitha tha kisi soch mein ki achanak uska jawab agaya. Kuch hua yon ki samay ka pata nahi chala. Magar kyayalo mein uska chera agaya. Bade samay se jo chingari dabi thi kahin Aaj uske jawab se bhoochal agaya. Chate toh hai ki bateye samay kya agaya. Magar itna majboor hai ki bata nahi sakte ki maut ka Paigam agaya.
Comments
Post a Comment